ICC Series Yaad-e-Raftgan presents Seh'r-e-Sahir - page two
Hamida Banu
chand kalyaN nishat ki chun ker
muddatoN mehw-e- yaas rehta huN
taira milna khushi ki baat sahi
tujh sai mil ker udaas rehta huN
Dr. Anshuman Chandra
nazm " kabhi kabhi
kabhi kabhi mairai dil maiN khayal aata hai
Vanibha Bhargav
nazm " mairai geet tumharai haiN
ab tak mairai geetoN maiN ummeed bhi thi paspaei bhi
maut kai qadmoN ki aahaT bhi jeewn ki ungRaei bhi
Vanibha Bhargav
nazm ' Madam"
aap bay wajeh praishan si kiyuN haiN madam
log kehtai haiN to phir Theek hi kehtai hongi
Ali Hasnain
nazm " mairai geet
mairai sarkush taranai sun kai dunya yeh samjhti hai
ki shayad mairai dil ko Ishq kai naghmoN sai nafrat hai
Rajesh
nazm "muzmahil khuaab"
mairai khuaboN kai jharokhwN ko sajanai wali
tairai khuaboN mai kaheeN maira guzar hai ki nahi
Recitation of Sahir's poetry
Hamida Banu's maqala about Sahi's work was interspersed with the recitation of his poetry by the lovers of Urdu: